Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Shabbir Kumar
Home Shabbir Kumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaja reee saajan aaja reee saajan aaja reee aaa saajan saajan saajan aaja ree saajan aaja ree waada kiya hai pyaar mein kabhi hum juda na honge saajan aaja ree saajan aaja ree waada kiya hai pyaar mein kabhi hum juda na honge saajan aaja ree saajan aaja ree pyaar kiya to pyaar mein ab kuchh bhi anjaam ho par jeete jee pyaar kaa naam na yun badnaam ho chhute jahan ruthe khuda chhute kasam na pyaar ki pyaar ke dushman dekh le pyaar ki ye deewangi waadaa waadaa waada kiya hai pyaar mein kabhi hum juda na honge saajan aaja ree saajan aaja ree duniya ki parwaah kya hum hain mile taqdeer se pyaar ko baandhe kya koi zulmon ki zanjeer se saare bandhan tod de deewane dil pyaar ke jeene se kya fayada pyaar ki baazi haar ke waadaa waadaa waada kiya hai pyaar mein kabhi hum juda na honge saajan aaja ree saajan aaja ree aaaaaaa aaa aaaa aaaaaaa aaaa aaaaaa ye jaan rahe yaa na rahe hum door honge nahin ho ye jahan ya wo jahan tu hai jahan main wahin ye jaan rahe yaa naa rahe hum
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa haa haa haa aana jaana laga rahega dukh jaayega sukh aayega aana jaana laga rahega dukh jaayega sukh aayega karega jo bhi bhalaayi ke kaam uss ka hi naam reh jaayega aana jaana laga rahega dukh jaayega sukh aayega karega jo bhi bhalaayi ke kaam uss ka hi naam reh jaayega mere dil mere pyaar mere dil mere pyaaaaar dukh jaayega sukh aayega dukh jaayega sukh aayega mann ke jeete jeet tumhari mann ke haare haar mere pyaaar khatron ke aage tum naa karna haar kabhi swikaar mere pyaaar toofaan bhujha naa paayega vishvaas ke diye dukh jaayega sukh aayega dukh jaayega sukh aayega aana jaana laga rahega dukh jaayega sukh aayega mere dil mere pyaar mere dil mere pyaaaaar dukh jaayega sukh aayega dukh jaayega sukh aayega maut nahin apne bas mein jeena to hai apne haath mere pyaaaar aise muskaate huye jeena ghum ko dena maat mere pyaaaar aaj ko naa khona beete kal ke liye dukh jaayega sukh aayega dukh jaayega sukh aayega aana jaana
alla rakha alla rakha donon jawaani ki masti mein choor hey donon jawaani ki masti mein choor tera kusoor na mera kusoor na tune signal dekha na maine signal dekha accident ho gaya rabba rabba accident ho gaya rabba rabba donon jawaani ki masti mein choor tera kusoor na mera kusoor na tune signal dekha na maine signal dekha accident ho gaya rabba rabba accident ho gaya agreement ho gaya parmanent ho gaya rabba rabba hum do anadi na dekha agaadi na dekha pichhadi patdi pe daal di ye dil ki gaadi hum do anadi na dekha agaadi na dekha pichhadi patdi pe daal di ye dil ki gaadi na tune batti dekhi na maine jhandi dekhi accident ho gaya rabba rabba accident ho gaya agreement ho gaya parmanent ho gaya rabba rabba alla rakha raahen shabaab thi umren hizaab thi tu benaqaab thi tu benaqaab thi mausam ki bhi kuchh niyat kharaab thi mausam ki bhi kuchh niyat kharaab thi na tune khatra dekha na maine khatra dekha accident ho gaya rabba rabba accident ho gaya agreement ho gaya
apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki apne dil ko jalaa ke roshni ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil ko jalaa ke roshni ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki tum ne achhaa saharaa diya besaharaa mujhe kar diya kal galle se lagaaya mujhe aaj thukraa diya bewafaa aaj thukraa diya bewafaa tum ne achhee sanam dillagi ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki aasmaan ban gayi ye zameen mere humdum mere hum nashin tum ne dekhi meri berukhi bebasi meri dekhi nahin bebasi meri dekhi nahin main hoon tasveer ik bekasi ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil ko jalaa ke roshni ki kis liye maine tum se dosti ki har khushi bas paraayi huee meri dushman khudaayi huee mujhko affsos hai pyaar mein mujh se ye bewafai huee mujh se ye bewafai huee maine tum pe fida zindagi ki kis
baadal yun garajta hai darr kuchh aisa lagta hai baadal yun garajta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi baadal yun garajta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi baahar bhi tufaan andar bhi tufaan beech mein do tufaanon ke ye sheeshe ka makaan baahar bhi tufaan andar bhi tufaan beech mein do tufaanon ke ye sheeshe ka makaan aise dil dhadakta hai aise dil dhadakta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi ye deewaani shaam ye tufaani shaam aag barsti hain saawan mein paani ka hai naam ye deewaani shaam ye tufaani shaam aag barsti hain saawan mein paani ka hai naam bas kuchh bhi ho sakta hai bas kuchh bhi ho sakta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi tauba husn e yaar badle rang hazaar sharm kabhi aati hai aur kabhi aata hai pyaar tauba husn e yaar badle rang hazaar sharm kabhi aati hai
naam khuda ka le zara sabak shuru kar bismilaah phool kaho yaa chand sitaare khel khilone pyaare pyaare mitti se bane hum saare bol do meethe hmm hmm hmm hmm bol do meethe bol soniyeee haaye bhed dilon ke khol soniye are bol do meethe bol soniyeee haaye bhed dilon ke khol soniye hooo oooo sone ka hai mol soneyaa mitti hai anmol soneyaa sone ka hai mol soneyaaaa haaye mitti hai anmol soneyaa hoooo oooo oooooo bol do meethe bol soniyeee bhed dilon ke khol soniye jee karta hai iss mitti se apne dil saaaa main ghada banaaun jee karta hai iss mitti se apne dil saaaa main ghada banaaun meetha chanaab ka paani uss mein bhar laaun teri pyaas bhujaaun pardesiyaaaa baith tu mere kol soniyeeee haaye baith tu mere kol soniye hoooo oooooo bol do meethe bol soneyaaa bhed dilon ke khol soneyaa aaaaaaaaaaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa ooooo ooooo oooooo oooooo oooo ooooo ooooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo jee karta hai iss mitti se tere jaisa
gori hain kalaiyaan tu laa de mujhe hari hari chudiyaan gori hain kalaiyaan tu laa de mujhe hari hari chudiyaan apna bana le mujhe baalma gori hain kalaiyaan tu laa de mujhe hari hari chudiyaan apna bana le mujhe baalma gori hain kalaiyaan hoo oo oo gori ho kalai chaahe kaali ho kalai jo bhi chudi pehnaye phans jaaye hari hari chudiyon ki dekhi hariyaali tujhe bheema ki kheti na sookh jaaye gori hain kalaiyaan tu laa de mujhe hari hari chudiyaan apna bana le mujhe baalma gori hain kalaiyaan ho o o o aa aa aa aa aaya re chhail bhanwar jee aaya aaya re chhail bhanwar jee aaya mera banke tu jo piya saath chalega jo bhi dekhega wo haath malega mera banke tu jo piya saath chalega jo bhi dekhega wo haath malega pyaar ye apna jab had se badhega pyaar ye apna jab had se badhega hongi to hongi ruswaayiyan gori hain kalaiyaan hoo oo oo bhola bhaala bheema bum bhole ka poojari kisi naari se nazar na milaaye naari badi pyaari par dil ki bimaari kaahe rog koi dil ko lagaaye
Hum Ka Ishaq Hua
jaan jab jab teri yaad aati hai jaan jab jab teri yaad aati hai mere armaan jaag jaate hain chal donon ghar se bhaag jaate hain bhaag jaate hain jaan jab jab teri yaad aati hai hooo jaan jab jab teri yaad aati hai mere armaan jaag jaate hain chal donon ghar se bhaag jaate hain bhaag jaate hain jaan jab jab teri yaad aati hai hooo jaan jab jab teri yaad aati hai soye toofan jaag jaate hain chal donon ghar se bhaag jaate hain bhaag jaate hain jaan jab jab teri yaad aati hai jaan aati hai tere aane se jaan jaati hai tere jaane se jaan aati hai tere aane se jaan jaati hai tere jaane se jaan ke yun roz aane jaane se ek roz le ke bairaag jaate hain chal donon ghar se bhaag jaate hain bhaag jaate hain jaan jab jab teri yaad aati hai hooo jaan jab jab teri yaad aati hai achcha nahin lagta kuchh tere bin achcha nahin lagta kuchh tere bin raatein guzarti hai tare gin gin gin gin gin gin gin raatein guzarti hai tare gin gin aate hain jab ye saawan ke din dil mein laga ke aag
ho o o o o o o o o aa aa aa aa aa aa aa jab hum jawaan honge jaane kahaan honge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge ye bachpan ka pyaar agar kho jaayega dil kitna khaali khaali ho jaayega ye bachpan ka pyaar agar kho jaayega dil kitna khaali khaali ho jaayega tere khayaalon se ise aabaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge aise hasti thi wo aise chalti thi aise hasti thi wo aise chalti thi chaand ke jaise chhupti aur nikalti thi aise hasti thi wo aise chalti thi chaand ke jaise chhupti aur nikalti thi sabse teri baatein tere baad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge zehar judaai ka peena pad jaaye to bichhad ke bhi hum ko jeena pad jaaye to zehar judaai ka
pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai hooo ooooo hooo ooooo oooo oooo pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar pe zor nahin koi neend hazaaron ne khoyi pyaar pe zor nahin koi neend hazaaron ne khoyi aa kar dil ki baaton mein lambi lambi raaton mein premi jaagte rehte hai isi liye to kehte hain ke pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai inn jhoolon ke mausam mein inn phoolon ke mausam mein inn jhoolon ke mausam mein inn phoolon ke mausam mein kaante pyaar chubhota hai dard jigar mein hota hai hans ke hum sab sehte hai isi liye to kehte hain pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai
sochna kya jo bhi hoga dekha jayega sochna kya jo bhi hoga dekha jayega kal ke liye aaj ko na khona aaj ye na kal aayegaa sochna kya jo bhi hoga dekha jayega jo ho na hoga hoga wohi soch ke tu kya payegaa sochna kya jo bhi hoga dekha jayega sochna kya jo bhi hoga dekha jayega kal ke liye aaj ko na khona aaj ye na kal aayegaa saath hain hum sab isse badi kya khushi saath hain hum sab isse badi kya khushi thoda muskurao thoda gungunao isi ka hai naam zindagii saath hain hum sab isse badi kya khushi koi na jaane kab aa jaaye ghadi bichhad jane kii sochna kya jo bhi hoga dekha jayega sochna kya jo bhi hoga dekha jayega kal ke liye aaj ko na khona aaj ye na kal aayegaa wo hai insaan haste gaate jo jiye wo hai insaan haste gaate jo jiye zindagi salamat pyaar ki hai nemat aur hamein kya chahiyee wo hai insaan haste gaate jo jiye sehra mein chaman patjhad mein bahar hoti hai us ke liyee sochna kya jo bhi hoga dekha jayega sochna kya jo bhi hoga dekha jayega kal ke liye aaj
reshmaa baadal reshmaa baadal baadal baadal baadal tum yaad naa aaya karo tum yaad naa aaya karo yaad aane se pehle tum aa jaaya karo tum yaad naa aaya karo oooooo oooooo tum yaad naa aaya karo oooooo oooooo tum yaad naa aaya karo tum yaad naa aaya karo yaad aane se pehle tum aa jaaya karo tum yaad naa aaya karo tum yaad naa aaya karo kyun saari duniyaa ki badnaami lete hoo kyun saari duniyaa ki badnaami lete hoo kyun naam mera le ke aawaazen dete ho aawaazen dete ho aawaazen dete ho aankhon ke ishaaron se tum mujhko bulaayaa karo tum yaad naa aaya karo haaye tum yaad naa aaya karo panghat par pardesi pyaasa marr jaayega panghat par pardesi pyaasa marr jaayega ye dil deewana hai ye dil deewana hai ye kuchh kar jaayega ye kuchh kar jaayega apne deeewane par zulfon kaa saaya karo tum yaad naa aaya karo tum yaad naa aaya karo dil ke andar baahar ik dard saa uthta hai dil ke andar baahar ik dard saa uthta hai aise jaise koi kaanta saa chubhata hai kaanta saa chubhata
o o o oo o o oo o o o o o o zee haal e masti muqan ba ranjish bahaal e hijra bechaara dil hai ho o o o o o ho o o zee haal e masti muqan ba ranjish bahaal e hijra bechaara dil hai sunaai deti hai jiski dhadkan tumhaara dil ya humaara dil hai sunaai deti hai jiski dhadkan tumhaara dil ya humaara dil hai wo aake pehloo mein aise baithe wo aake pehloo mein aise baithe ke shaam rangin ho gayee hai ke shaam rangin ho gayee hai ke shaam rangin ho gayee hai zaraa zaraa si khili tabiyat zaraa si ghumgin ho gayee hai zaraa zaraa si khili tabiyat zaraa si ghumgin ho gayee hai zee haal e masti muqan ba ranjish bahaal e hijra bechaara dil hai sunaai deti hai jiski dhadkan tumhaara dil ya humaara dil hai ajeeb hain dil ke dard ajeeb hain dil ke dard yaaro na hon to mushkil hai jeena iska na hon to mushkil hai jeena iska jo hon to har dard ek heera har ek ghum hai nageena iska jo hon to har dard ek heera har ek ghum hai nageena iska zee haal e masti muqan ba ranjish bahaal e
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja Re Saajan Aag Hi Aag (1987) 07:17 18753
 
Poster of Aag Hi Aag (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Chunkey Pandey, Neelam
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:17   Song Number : 18753   

Aana Jaana Geraftaar (1985) 07:06 18414
 
Poster of Geraftaar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Kamal Haasan
Duration : 07:06   Song Number : 18414   

Alla Rakha (Accident Ho Gaya) Coolie (1983) 06:14 18120
 
Poster of Coolie (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rati Agnihotri
Duration : 06:14   Song Number : 18120   

Apne Dil Se Badi Betaab (1983) 05:29 12882
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amrita Singh, Suny Deol
Duration : 05:29   Song Number : 12882   

Baadal Yun Garajta Hai Betaab (1983) 05:43 20172
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amrita Singh, Suny Deol
Duration : 05:43   Song Number : 20172   

Bol Do Meethe Bol Soniye Sohni Mahiwal (1984) 07:08 18462
 
Poster of Sohni Mahiwal (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Sunny Deol
Duration : 07:08   Song Number : 18462   

Gori Hain Kalaiyaan Aaj Ka Arjun (1990) 09:51 18717
 
Poster of Aaj Ka Arjun (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Prada
Duration : 09:51   Song Number : 18717   

Humka Ishq Hua Coolie (1983) 04:01 36255
 
Poster of Coolie (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rati Agnihotri
Duration : 04:01   Song Number : 36255   

Jaan Jab Jab All Rounder (1984) 06:02 12636
 
Poster of All Rounder (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 06:02   Song Number : 12636   

Jab Hum Jawaan Honge Betaab (1983) 05:28 20631
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Suny Deol, Amrita Singh
Duration : 05:28   Song Number : 20631   

Pyaar Kiya Nahin Jaata, Ho Jaata Hai Woh 7 Din (1983) 04:33 18294
 
Poster of Woh 7 Din (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 04:33   Song Number : 18294   

Sochna Kya Ghayal (1990) 04:27 18724
 
Poster of Ghayal (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Meenakshi Seshadri
Duration : 04:27   Song Number : 18724   

Tum Yaad Naa Aaya Jeene Nahi Doonga (1984) 05:14 21373
 
Poster of Jeene Nahi Doonga (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Anita Raj
Duration : 05:14   Song Number : 21373   

Zee Haal E Masti Muqun Ba Ranjish Ghulami (1985) 07:55 18125
 
Poster of Ghulami (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 07:55   Song Number : 18125   
Karaoke Songs of Shabbir Kumar, Sad Songs of Shabbir Kumar, Love Songs of Shabbir Kumar, Dance Songs of Shabbir Kumar, Hip-hop songs of Shabbir Kumar, Best songs of Shabbir Kumar, Super hit songs of Shabbir Kumar, hit songs of Shabbir Kumar, duet songs of Shabbir Kumar, solo songs of Shabbir Kumar, old songs of Shabbir Kumar, famous songs of Shabbir Kumar, Hindi Karaoke Songs of Shabbir Kumar, Hindi Sad Songs of Shabbir Kumar, Hindi Love Songs of Shabbir Kumar, Hindi Dance Songs of Shabbir Kumar, Hindi Hip-hop songs of Shabbir Kumar, best Hindi songs of Shabbir Kumar, super hit Hindi songs of Shabbir Kumar, hit Hindi songs of Shabbir Kumar, duet Hindi songs of Shabbir Kumar, solo Hindi songs of Shabbir Kumar, old Hindi songs of Shabbir Kumar, famous Hindi songs of Shabbir Kumar, Sing Along Songs of Shabbir Kumar, Sing Along Sad Songs of Shabbir Kumar, Sing Along Love Songs of Shabbir Kumar, Sing Along Dance Songs of Shabbir Kumar, Sing Along Hip-hop songs of Shabbir Kumar, Sing Along Best songs of Shabbir Kumar, Sing Along Super hit songs of Shabbir Kumar, Sing Along hit songs of Shabbir Kumar, Sing Along duet songs of Shabbir Kumar, Sing Along solo songs of Shabbir Kumar, Sing Along old songs of Shabbir Kumar, Sing Along famous songs of Shabbir Kumar